Wednesday 29 February 2012

Mumkin hai ke tu jisako

mumkin hai ke tu jisako
samajhata hai baharan
auron ki nigahon mein wo
mausam ho khizan ka
hai sil-sila ehwal ka har lahja
dagargun
ae salek-rah fikr na kar sudo-
zayan ka
shayad k zamin hai wo kisi aur
jahan ki
tu jisko samajhta hai falak apne
jahan ka